Translate

Friday 16 November 2012

Salad Leaf


Salad Leaf

Salad Leaf: Salad leaf is mainly used as part of different salads as its name implies and used in sandwiches and burgers as garnishing. They are highest source of vitamin A and potassium, they also have a lot of fiber, which is good for weight reduction and relieves so many digestive problems like constipation, acidity and many cancers like colon cancer, which are increasing day by day due to unhealthy lifestyles, and poor eating habits.

Dark green leafs have much more vitamin A content then light green leaves. They are only used in raw forms and very rarely steamed or micro waved only, which is beneficial to preserve vitamin and antioxidant content. Salad leaves have no calories or fats so they are very good for heart patients and people with high blood pressure.

For weight, conscious and beauty conscious people it is favorable vegetable because a lot of nutrients give skin a beautiful glow without gaining weight. They are also considered as cancer fighting vegetables because they have high content of antioxidants and anticancer agents, which repair DNA and prevent cancer cell formation. Therefore, everyone include these crunchy healthy tasty leaves in daily diet to get their magical health benefits.

In this page, we are going to discuss about Salad Leaf benefits and advantages and diet in Urdu and Roman Hindi for the people of Pakistan and India.


Salad Leaf In Urdu
Yeh qadim zamanay ki nahin. Dore jaded ki dariyaft hai. choray patton walay safaid salad say siyah lambay patton walay salad ya solairy behtar hotay hain. Fold-vitamin A,B,E waghairah is kay ajza hain.

Mizaj moatadil hai timatar waghairah kay hamrah is kay pattay mila kar aksar khai jatay hain. Is kay patton say chini bhi tayar ki jati hai. magar salad tab behtar khususiyat rakhta hai. jab woh ganday pani say kasht kardah na ho.

Har woh sabzi nuqsan dah hoti hai jis ki abpashi ganday pani say ki gaee ho. Garam pani say dhokar saf pani say kasht kardah salad kay pattay kat kar khanay kay hamrah istemal karnay say pathay mazboot hotay hain.jismani kamzori ko slad door karta hai aur khana hazam karta.saleh khoon paida karta hai jigar kay amraz mein bay had faida mand hai. karvi salad say ji mein matli paida hoti hai is liye mithi salad khana ziyadah munasib hai aur quwate bah ko bhi faida daita hai.

Taqat bakhsh aur faiday dainay wali aam sabziyon mein salad sab say awwal hai. salad kay pattay barik honay chahiyan. Ganday pani say is ki kasht na huee ho to behtar hai. is kay patton ka upper say sukha hona ya murjhaya hota bay had behtar hai. kamzor madah ashab ko slad ka istemal na karna chahiye.is kay p atton kay hamrah timator ka istemal ziyadah behtar hai. tin char patton say ziyadah bayak waqt khana munasib nahin hai.


No comments:

Post a Comment