Translate

Friday 16 November 2012

Betel Leaf

Betel Leaf

Betel Leaf: Betel leaf is heart shaped green leaf cultivated in different parts of Asia like china, Indonesia, Sri Lanka and India.

Betel leaf is natural crop useful in many ways but it is misused by mixing it with lime, tobacco, betel nuts and other additives which infect are harmful to body; incidence of mouth cancers is increasing to larger extent due to this habit, but in reality betel leaf is not the culprit but the addictive ingredients which are added to it cause damaging effects and cause even cancer.

Betel leaf gives cure in many diseases, it is rich in calcium and folic acid and prevents calcium deficiency in body resulting in strong teeth and delay of tooth decay, it gives relief from bad odor of mouth and acts as mouth freshener.  It also reduces swollen bleeding gums because of vitamin C content in it. It   is also useful in bronchitis.

It is full of fiber and improves digestion, relieves acidity and prevents stomach ulcers to form.  Fiber is also satisfying to hunger and have filling effect on stomach so if betel leaf is eaten before meal, less food will be eaten and it helps in weight loss. Betel leaf has some stimulant effect on brain and nerves and it relieves stress, anxiety and feeling of fear.

Symptoms of depression greatly decreased by betel leaf chewing. Awareness should be given to people to eat this useful leaf alone without addictive substances because it is natural source of nutrients and promotes good health.

In this page, we are going to discuss about betel leaf benefits, advantages, and diet in Urdu and Roman Hindi for the people of Pakistan and India.


Betel Leaf Benefits In Urdu

Betel Leaf Benefits In Hindi
Pan ko sabzi qarar daina aap ko bay had ajeeb lagay ka. Magar sahib yeh sabz patta hai. jo baghair pakai khaya jata hai na salan banta hai aur na hi koee salad.

Aik bail ka  patta hai is ki darjan bhar say ziyadah qismain hain magar tibbi tor par isay aur kaee tariqon say istemal kiya jata hai. tank acid,chloroform aur vitamin C is kay ajza hain.

Is ka mizaj garam hushk hai isay supari aur chuna ka istemal adapt ban jata hai.

Maday ko taqat daita aur maday say reh ko kharij kardaita hai tabiyat ko farhat diya karta hai.
Jisam say balgham kat kar kharij kardaita hai.

Jigar kay liye pan bay had faida mand hai aur amraz jigar say mehfooz  rehta hai.
Rang nikharta hai aur masurhon ko taqat war banata hai.

Piyas ki shiddat ko khatam karkay taskin daita hai mun ki khushki ko khatam kardaita hai.
Mun ki bad bu ko khatam kardiya karta  hai aur mun ko khush bu dar karta hai.

Gurdah ki sozish aur deegar amraz gurdah ko taskin aur sakoon bakhashta hai.
Warame jigar,warame khasia galay kay dard kay mariz pan par tail chipar kar waram par bandhain to bohot jald waram tehlil hojata hai.

Pan khanay say sakoon aur taskin milti hai aur zehni khushi aur asudgi ka bais hai.
Pan ko kisi bhi halat mein nihar mun yani kuch khair piya aur ulli kiye baghair khana manah hai.

Pan ko choti ilaichi aur chuna kay istemal kay baghair khana durust nahin h ai Woh log jo garam mizaj hain Woh kisi bhi hal mein pan na khain in kay mizaj mein talkhi chir chira pan aur tabiyat mein bahali kay bajai uljhan paida karta hai.

No comments:

Post a Comment