Translate

Friday 16 November 2012

Gum Berry

Gumberry Benefits

Vitamin Supplement for Gumberry Benefits
Below are Gumberry Benefits related alternative medicine supplements and vitamins. Also explore information on treatment, health benefits & side effects with Gumberry Benefits products. Many of the sources come from our Encyclopedia of Natural Health and include relevant health topics. Uses vary, but may include , Improving Skin Tone, and Increasing Energy and are non-FDA reviewed or approved, natural alternatives, to use for , Heart Disease, and Diabetes. Gumberry Benefits products are reviewed below.






Gum Berry In Urdu
Rang kham, sabz, pukhta gulabi zaiqa,kham phika-o-pukhta qadrayshirin, mizaj motadil mail ba ratubat, miqdar khurak 9 dana say 15 dana marame paidash tamam Hindustan kharusan bangal, afal, istemal melon halaq-o-sadar, munafas balgam, mazlaq aur melon taba hai.

Pakay huway lehsoray phalon ki manin khay jatay hain. Khushk shudah lehsoray dawa kay tor par istemal kiye jatay hain. Pait aur sina ko naram karta hai. aur halaq kay khar kharanay ko aur waram halaq ko nafeh hai.

Balghami aur khooni mawad ko bhi chantta hai aur tezi safra-o-khoon ko aur piyas ko taskin daita hai aur paishab ki chinak ko rafah karta hai. Anton ki kharash aur garmi ki tab ko mufid hai.

Dama khushk,khansi aur dared sina ko nafah hai is ki konpal ka naquh bar bar paishab anay aur sozish bol ko nafah hai.

No comments:

Post a Comment